salam
kia mujhe koi bata sakta hai main pura quran in voice of Abdul Rehman Al Sudais ki awaz main download kar sakta hoon?
Allah Hafiz
salam
kia mujhe koi bata sakta hai main pura quran in voice of Abdul Rehman Al Sudais ki awaz main download kar sakta hoon?
Allah Hafiz
aslam-u- alakam
myry pas quran majeed urdu our english min aik sath hy
mager is min awaz nnhi hy
is min ap kisi bi sort ko bot jald parh sakty hin
urdu min our english min bi
is ky liy aap ko netfarware bi instal kerna ho ga
jo aap net sy down ker sakty hin
ager pasan ay to myry liy bi duaa krena
aap ka bhi zulfy.....
http://www.4shared.com/file/10755419...uranSetup.html
Bookmarks