Admin Bhai !
Assalam-o-Alaikum !
Main ap se itna poochna chahta houn ke ap yeh forum chala rahay hain tho iski webhosting aur domain ka kharcha tho ap ko kon pay kar raha hai. Mera mushawara hai k ap apnay forum par google adsense k ads laga dain ta k ap ko us se jo earning ho us se ap k forum ka kharcha nikal aya karay.
Banned na kar daina brohter ! Just mashwara de raha houn. Agay ap ki marzi hai.
Bookmarks