junaidali15 said:
Jee hum sub ki madad kartay hain to app ki bhi karain gay. bhai jee jaysay LINUX hamari windows ki drive support nahin karta is liyay show nahin karata is liyay DOS bhi NTFS support nahin karta woh is liyay kay DOS pahlay ka bana howa hai or os kay jitnay bhi versions ain hain on main kuch bhi mazeed add nahin howa bus aik do chezain add howi hain.is liyay app wo use karain jo NTFS support karay. Is kay liyay ya app "Partition Magic" naam ka software use karain ya phir app apnay pc ko XP ki cd say boot karain or jahan XP partition show karti hai wahan pay saaaray partition delete karkay chahain to woheen new bana lain ya phir fdisk say new partition bana lay
Allah Hafiz
Dua main yaad rakhyay ga
App ka dost
Junaid Ali
Bookmarks