Intezar ne tou hum ko muntazir bana dia
Par deedar k talab ne pyasa bana dia
Tere ishq ne jab chhuwa, tere yaad bun k chhora
Is darmian mai mujh ko nikamma bana dia
Chuma jo mai ne lab ko tou mai ho gaya shaheed
Zalim ne mujh ko shama ka parwana bana dia
Aisa dekhaya jalwa k hairan mai huwa
Is deeda-e-husn ko kambakht ne ashiq bana dia
Jo dil ka bojh kar rahay thay kaghaz pe muntakil
Badnaam zamane ne un ko, shair bana dia
Bookmarks