Jab bhee mai apna PC on kerta hoon to jo light hard disk kee activity dikhatee hai wo hamaisha ON hee rehtee hai chahay PC per koi kaam ho raha ho ya na.. pehlay ye masla nahi thaa laikin kuch din se hee aisa ho raha hai..
kia koi bata sakta hai ke ye kiss waja se ho raha hai????
Bookmarks