mai aap se aik sawal pochna chahti ho shayad aap ko mera sawal ajeeb sa lagey lakin mai is ka jawab janna chahti ho " ye c++ kis lia aur kaha use hoti ha mera mutlab ha kis field ma is ka use hota ha aur q?