it dunya main sonia g na aik dafa aik php file ko share kia tha jis ke madad say ham apne computer ke properties main apne pic aur name likh saktay hain maray pass wo php file to hai likin wo note pad main open nahe hote main us file ke madad say apnay computer ke proerties main name aur pic lagana chahta hou plz agar kece ke pass wo php file hai wo share kar dai ya mujay my computer ke properties main pic aur name kis taraha add karna hai detail say bata dai.
Rashid