Friends main app ko kisi bhi software urdu likhney ka tareeqa bata raha hon bina inpage ke please app meri ki howi attechment per ghor kar or isey install kar ke apna kam nikal sakte hain.
umeed karta hon app sab ko passand aye gi ..
Thanks & Best Regards
Rizwan Admani
Bookmarks