kia hal hain aap k, may sales and marketing may hoon aur mujhay koi sathi ek chohta sa software design kar day jo may apni web site www.prayofpeace.com par load kar doon ta k mairay client jab apna page kholna chah hain to apna id number dal kar open kar lain aur us ka control pannel mairay pas ho, jo koi bhai mujhay cheap rate may ye kam kardain to buhat meharbani ho gi maira email ye hay shariqefulife***********
aap ka buhat shukria