dear friends salam

dear main ney27 may ko zong a pakges activate karwaiya thaa ayr ajj 2gb hatakn ho gi hai main baht tenshen main hoon

main ney new sim warid ki lee hai app masay koooi warid ka user ho tou plz tell me ka jiss tarha hum hari zong ki sim main 600 ka easyload karwatain hain aur 515 rupes atehy hain aur 480 rupay ka zong ka internet pak gprs ka activate hota hian

main warid ka pehli martab used kar raha hoon plzz mujeh natain kiss tarha aktivate karwana ho ga ko sa number dail karna hoga kitney ka esy load karwana hoga

kiya iss ki download unlimted hai aur pages ek mounth chalta hai

thanx