dear jab hum zong ka internet pages activate karwatian hain tou iss say hum download 2 gb tak kar saktain hain
theek hai
aur agher hum koi web site open kartain hain wo b download main aati hai yar kiss main main
kuch details main batain

koi tou bolo yar
gaa bhia jan main ne b zong use ki hia us main app ko b web browsing ya kuch upload downlad kartay hain woh app key 2 gb main ati hia..but yaar is kay net ki speed bophot slow ati hia mere area main\
Forum link Ads Not Allowed.........ITD Team
ye sab 2 Gb main he aata hai
yar yahi baat theek nahi
koi aur aasi servise nah
janab jab aap ko pata tu hum say kyun puoch rhy hain ????????
yehe thek hai aap helpline par call kar kai un say pucoh lain
mera matlab hai k koi aur sevice jiss main 2gb say zaida ki ho
bhai aap kon sah city main ratha ho.
janab main attock ki city pind gheb main rehta hoon aur idher sab servise mujod hain matalb mobile ki
thanx
Bookmarks