Results 1 to 7 of 7

Thread: help

  1. #1
    junaid zaffar's Avatar
    junaid zaffar is offline Senior Member+
    Last Online
    18th June 2016 @ 03:15 AM
    Join Date
    07 Dec 2007
    Age
    36
    Posts
    50
    Threads
    6
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Red face help

    Dostoo main aj jo masla share karnay ja raha hoon wo maray sath hi nien hay balkay maray jisay ki bhiyon kay sath ho ga. Bat yeh hay kay main jab bhi apna koi lesson yad karney kay liye bethta hoon to wo us waqt yad ho jata hay lakin jisay ho main apna bag band karta hoon aisay lagta hay kay main wo lesson aista aista bholta ja raha hoon hata kay jab sham ko phir pirney kay liye book open karta hoon to aisay lagta hay kay kuch yad hi nein kiya tha.

    so please ap brothers and sisters say meri guzarish hay kay mujh naliq ko koi tareeka please batien jis say main apna lesson asani say yaad kar sakoon. warna main pagal hoo jaown ga. yah koi asi website batien jis main lesson ko learn karnay kay baray mian wizahat say bataya gaya hoo.

    i am waiting for your help.
    [IMG]D:\Examination Slip_files[/IMG]

  2. #2
    shah11 is offline Senior Member+
    Last Online
    10th September 2013 @ 02:10 AM
    Join Date
    07 Apr 2009
    Age
    31
    Posts
    193
    Threads
    48
    Credits
    0
    Thanked
    4

    Default

    Sorry bhai,mughe pta hota to main zaroor bta ta....

  3. #3
    Join Date
    10 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    432
    Threads
    10
    Credits
    1,259
    Thanked
    25

    Default

    Yeh Problem ap ke sath nahe balkay bohat se students ke sath hota hai, meray bahi Insaan ki aik nafsiyat hai ke wo jo chez dil se pasand krta hai us ko bholta nahe, kiya aesa to nahe ke ap interest loose kar rahay ho.

    Pehli Bat meray bahi, is problem ko ap ne kud solve karna hai, na meri bataon se ho ga na ksi aur ki bataon se..

    Confident raho ke ap ne jo yad kiya hai wo bhoolay ga nahe
    Interest se parho

    3rd Trick.. ap jab apna lesson yad kr lo to ap present karo, matlab ksi akelay kamray main ja kar bolo aur yeh feel karo ke ap ksi ko parha rahay ho wo lesson jo ap ne yad kia hai! Ap Aik Ustaad ho aur apnay students ko wo lesson samja rahay ho, ap ka dil bhi chahay ga ke ap achi tarhan wo yad karo! aur phir confidence apnay friends se kaho I know lesson! ASK wat u Want!

    BE CONFIDENT You can do it Aur han DOODH Aur Badam Khaya Karo

  4. #4
    junaid zaffar's Avatar
    junaid zaffar is offline Senior Member+
    Last Online
    18th June 2016 @ 03:15 AM
    Join Date
    07 Dec 2007
    Age
    36
    Posts
    50
    Threads
    6
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    Thanks atif raza bhi main inshallah ap ki batiye hoyi batoon per zaroor amal karoon ga. Aur meri dwo hay kay Allah ap ko khus o khurom rahkay.

  5. #5
    Join Date
    22 Mar 2009
    Posts
    184
    Threads
    9
    Thanked: 1

    Default

    thankx..............

  6. #6
    myarslancool's Avatar
    myarslancool is offline Senior Member+
    Last Online
    4th June 2015 @ 10:53 PM
    Join Date
    12 Jun 2009
    Posts
    973
    Threads
    58
    Credits
    950
    Thanked
    30

    Default

    bhai junai mere pass is ka sub se acha tarika hai aur woh yeh hai k app ros Drood sharif parhakare aur (rabi zidni ilma) parha kare Inshallah app ko sub kuch achey se yaad ho ga aur app ka hafza bhi acha ho jae ga.
    agar acha lage to Dua zaroor dige ga.app ki duaoon ka talbgar Muhammad Arslan Mughal

  7. #7
    Join Date
    10 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    432
    Threads
    10
    Credits
    1,259
    Thanked
    25

    Default

    MASHALLAH!

    MyarslanCool, bilkul theek kaha ap ne piyarey bahi.. main ap se 100% agree krta hun!

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •