Asslam_O_Alikum Respectable Experts,
Janab, main ye pochna chahta hoon k kia esa mumkin hai k hum animated *.gif format file ko is tarah edit kar sakain k us ke pehlay wali animation bhe usi tarah rahy aur hum us main animation bhe add kar sakain? agar esa mumkin hai to plz software ya tareeqa bata dain...
Thanks in advance
Bookmarks