Zohaib bhai
meray pas brand new laptop hai Toshiba ka bohat mehanga hai os main sab kuch hai A to Z..... ye winrare jo aap bata rahay ho ye already hai es main main kuch b download karta hun tu os say extract karta hun magar jo parts aap nay diyee hain wo download honay k baad bhi winrare ki shakal main nahi aay.wo aik blank sa incone ki shakal main hain on per click karo tu wo web open karnay ka option dayta hai tu dosra file brows karnay ka.
dono parts ko main nay compress kia or phir winrare say extract kia tu bhi same hi ata hai jaisa hai.itna zayada time liya download karnay per itni heavy files thee magar kisy kaam ki nahi pls pls pls help me main kia karon ab???
Bookmarks