Results 1 to 4 of 4

Thread: Windows Server Interprise Edition 2000 Or 2003 Ke Networking Steps

  1. #1
    Join Date
    17 Dec 2005
    Age
    34
    Posts
    68
    Threads
    9
    Credits
    940
    Thanked
    0

    Post Windows Server Interprise Edition 2000 Or 2003 Ke Networking Steps

    Asslam-o-Alaikum !

    Umeed kerta hoon keh tamam behn bhai theek thaak honge. Aur main bhi Allah ke Fazzal se theek Thaak hooon.

    Mujhe koi bhai yeh bataye keh Windows Server 2003 ki Networking kerne ke liye Steps kon kon se hote hian aur un ko kis tarah procceed kerna hay .

    ISA Server ko hatta ker . Us ke ilawah kitne steps hain Mean keh step by step .

    Mujhe kuch Steps pata hain lekin un ki Tarteeb nahi pata.

    For example: DHCP , Active Directory & Network Setup and Pata nahi aur kya hain.

    Kisi ko to Aati hogi. Koi to bata de keh is ke Steps kya hain.

    I am waiting ur replies.

    Please tell me.

    <(_I_)I HAfiz.
    MFA Blog link not allowed....ITD Team

  2. #2
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    yeh sari cheezain aik saath batan to mumkin nahi hai phir bhi main aap ko hint deta hoon
    jab aap Win 2003 ko install karain gay to aik installation wizard aati hai aap is wizard kay zariay bhi yeh tamam services install kar saktay hain
    ya phir
    Administation Tools main ja kar bhi jo service aap ko install ya edit karna hai kar saktay hai

  3. #3
    sahil.bhai is offline Junior Member
    Last Online
    19th October 2006 @ 10:23 PM
    Join Date
    25 Dec 2005
    Posts
    18
    Threads
    5
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    are yaar windows 2003 main ISA kerne ki koi zarurat hi nai kunk yeh ISA baghair hi itni achi speed deta hai to ISa kerne k faida kia main 2003 ko 6 mnths se use ker raha hun without ISa or witjout network configuration phr bhi Mashalla se VVIP speed chalti hai jo subah ko connect kerte hain aur raat ko jaaker DC hota hai

  4. #4
    Member1 is offline Senior Member+
    Last Online
    24th February 2006 @ 06:02 PM
    Join Date
    20 Jan 2006
    Posts
    465
    Threads
    115
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    ISA SERVER KA KAMAAL SUNN LO PEHLAY AAP LOG MERI ZABANI
    ABHI ABHI RIZWAN KAY CAFE MEIN POST KA REPLY DYAA TO ISA SERVER KA CACHE SHOW KAR RAHA HAY POST KEE HI NAHI
    SIGNOUT KAR DYAA WAHAAN SE LAKIN PHIR BHI LOGIN
    SAB SE ACHA SQUID SERVER HAY LINUX KA JO AAP LOG 2000 OR XP PAR BHI USE KAR SAKTEY HO KUCH TRICKS USE KARKAY
    ISS KO VIEW KAR LO AAP KO KHUD ANDAZA HO JAEYE GA ISS KI AHMYAT KA
    http://www.squid-cache.org/
    NO SPAMMING allowed in signatures here ........ itdunya.com team

Similar Threads

  1. Replies: 1
    Last Post: 6th January 2016, 04:26 PM
  2. Replies: 3
    Last Post: 1st May 2012, 11:54 PM
  3. Windows server 2003 exchange server and Blackberry server
    By sensitive719 in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 10th August 2010, 10:17 PM
  4. Answered Configure ISA SERVER 2000 for windows server 2000/2003!
    By coool_dud3 in forum Ask an Expert
    Replies: 16
    Last Post: 26th February 2010, 02:49 PM
  5. Replies: 11
    Last Post: 21st June 2009, 08:03 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •