Page 3 of 8 FirstFirst 123456 ... LastLast
Results 25 to 36 of 92

Thread: Kool's Poetry Collection

  1. #25
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Be zamin logon ko
    Be qrar ankhon ko
    Bd nasib qdmon ko

    js traf b le jaen

    Raston ki mrzi hai

    Rok len ya barhne den
    Tham len ya girne den

    wasl ki lakiron ko
    tor den ya milne den

    AJNABI koi la kr
    Hamsäfr bana dalen

    ya musaften sari
    khak mein mila dalen

    "Raston ki mrzi hai"

  2. #26
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Wafa ruswa nahi karna
    Suno aisa nahi karna

    Mai pehle hi akela hu
    Muje tanha nhi karna,

    Judai aa b jaye to
    Ye dil chota nhi karna

    Bohat musroof ho jana
    Muje socha nhi karna,

    Barosa b zarori hai
    Magar sub ka nhi karna

    Muqadar to muqadar hai
    kabi shikwa nahi karna

    Meri takmeel tum se hai
    muje adha ni karna

    Suno aisa soocha nahi kerna......

  3. #27
    AAMIR_555's Avatar
    AAMIR_555 is offline Senior Member+
    Last Online
    29th July 2017 @ 01:36 PM
    Join Date
    08 May 2009
    Location
    casmatics ke du
    Posts
    6,338
    Threads
    450
    Credits
    98
    Thanked
    154

    Default

    koyi paigaam hi likh do
    Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do

    Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin
    Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do

    Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko
    Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do

    Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai
    Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do

    Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thahre hum
    Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do

  4. #28
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Zindägi kis terha bitao gay

    pas jab apne hämain na pao gäy

    Din mai tanhayian satayen gi

    raat ko chonk k uth jao gay

    Raat bher neend Q nahi aäti

    tum ye khud b smajh na pao gay

    log puchain gay is tanhai ka sabab

    kia chupao gay?

    kia btao gay?

    palken her bar bheeg jain ge

    jab kabi khul k muskrao gay

  5. #29
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Quote AAMIR_555 said: View Post
    koyi paigaam hi likh do
    Tum apna naam na likho, gum-naam hi likh do

    Meri qismat mein gham-e-tanhayi hai lekin
    Tamaam umr na likho magar ek shaam hi likh do

    Zuroori nahi ki mil jaaye sukoon har kisi ko
    Sare-e-bazm na aao magar benaam hi likh do

    Ye jaanta hoon ki umr bhar tanha mujhko rehna hai
    Magar pal do pal, ghadi do ghadi, mere naam hi likh do

    Chalo hum maan lete hai ke sazaa ke mustahiq thahre hum
    Koyi enaam na likho koyi ilzaam hi likh do


    [COLOR="Blue"]WOWww
    Very Good....!!![/COLOR
    ]

  6. #30
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Main Dil Se Batein Krta Tha,
    Dil Mujsy Batein Krta Tha,

    Main UsKi Sunta Rehta Tha,
    Wo Meri Sunta Rehta Tha,

    Hum Dono Apni Apni Batein
    Ek Dujy Se Kehty Thay,
    Or Ek Dosry Ki Baaton Par,
    Hum Dheron Hansty Rehty Thay,

    Main Dil Ka Dost Hi Acha Tha,
    Dil Mera Dost Hi Acha Tha,

    Wo Mery Dard Ko Sehta Tha
    Main Us K Dard Ko Sehta Tha,


    Phir 'DIL' Ne Mujh se Chaal Chali,

    Wo Teri Raah Py Chal Nikla,

    Ab Main B Rota Rehta Hon,
    Or Dil B Rota Rehta Hai.

  7. #31
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Mai Usay Kesy Akela Chor Dn Is Rah Ma,
    Sath jo Chlta Rha Majboriyo K Bad B.
    Ban K Khushbu Rach Gya Ha Yu Meray Ehsas Ma,
    Dur Ho Paya Nai Wo Duriyo K Bad B.
    Rfta Rfta Us Ko B Ye DuniaDari a Gai,
    Muskra K Wo Mila Ha Rnjsho K Bad B.
    Faslay Kb Km Hue Hain Rabto K Bad B,
    Ajnbi The Ajnabi Hain Qurbato K Bad B

  8. #32
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Do-Rahay par
    Bichrna hy tum ko...
    Bichar jiw lakin
    kisi saang_ilzam say to nawaz do
    agar zindage ky kisi moor par hum milain
    to hamaray labo par
    Ik halka sa Tabasam to ho
    koi Wajha Takalam to ho..

  9. #33
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Koi pochay tumsay kon hun main
    tum kehna koi khas nahi
    ik dost hain kucha puka sa
    ik jhöot hai adha sacha sa
    juzbaat ki dhun pay ik parda
    bus ik bahana acha sa
    jewan ka ik sathi hai
    jo dur na ho k pas nahi
    koi pochay tum say kon hun main
    tum keh daina koi khas nahi

  10. #34
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Sab se chupa ker dard jo wo muskara dia..
    Us ki hansi ne tu aaj mujh ko rula dia..
    Lehjay se uth rahi thi har ik dard ki dastan
    Chehra bata raha tha k sub kuch ganwa dia..
    Awaz mein thehrao tha ankhon mein nami thi
    Aur keh raha tha k mein ne sab kuch bhula dia..
    Janay kiya usko logoon se thein shikayatein
    Tanhaiyon k dais mein khud ko basa dia...
    Khud bhi woh hum say bicher k adhora sa ho gaya
    Mujh ko bhi itnay logoon mein tanha bana dia.....

  11. #35
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    ~Yeh zehmat bi to rafta rafta rehmat ho hi jati hai
    ~Musalsal gham se gham sehny ki aadat ho hi jati hai
    ~Maseeha ho agar tum sa to zarurat kiya hai marham ki
    ~K kaanton sy bi zakhmo ki jarahat ho hi jati hai
    ~Yeh zaruri to nahi k suraj Sawa neze per aa jaye
    ~Badal jaye jub koi to qayamat ho hi jati

  12. #36
    koolsaqi is offline Senior Member+
    Last Online
    7th July 2013 @ 12:49 PM
    Join Date
    23 Jun 2009
    Location
    Lahore, Pakistan
    Posts
    83
    Threads
    1
    Credits
    833
    Thanked
    2

    Default

    Dua nahi to gila deta koi,
    Meri wafaon ka sila deta koi,

    Jab muqaddar hi nahi tha apna,
    Deta bhi to kya deta koi,

    Hasil-e-ishq faqat dard hey,
    Ae kash pahle hi bata deta koi,

    Taqdeer mein nahi tha agar asman chona,
    Khaak mein hi mila deta koi,

    Guman hi ho jata kisi apne ka,
    Daman hi pakar ke hila deta koi,

    Ek arse se atka hey hichkiyon pe dum,
    Acha hota jo bhula deta koi,

    Ye zindagi to ro ro ke kat gai,
    Kya hota agar hansa deta koi.

Page 3 of 8 FirstFirst 123456 ... LastLast

Similar Threads

  1. My collection poetry
    By ateeq in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 14
    Last Post: 22nd September 2019, 05:09 PM
  2. Best poetry collection
    By Zidi114 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 2
    Last Post: 11th November 2015, 01:44 PM
  3. Kool Saqi's Collection in Urdu By Adnan CH.
    By ChessMaster in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 16
    Last Post: 13th July 2009, 02:04 PM
  4. kool site for Kool user www.koolhere.com
    By Qasir Roonjha in forum General Discussion
    Replies: 13
    Last Post: 26th June 2007, 10:25 PM
  5. Kool Mobile Related Sites Collection!!! P-1
    By salman810 in forum General Mobile Discussion
    Replies: 8
    Last Post: 29th May 2007, 10:58 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •