salam sab ko main yahan nayan user mera is section pehla sawal hay yar meray pass sari dvd disk hain main chahita hoon kay main kuch song ko cut karon to ap kay pass dvd cutter hay to ap us ki website ya phir attach kar dya to ap ki bari mahbani hogi