merey pas 40 gb ki hard disk hai main jab b us ko format krta ho to 66% k bad computer restart ho jata hai mainy kafi dafa try kia hai lekin hr bad yahi hota hai. Plz do something to save my hard disk.
kia mujy koi bta sakta hai k BAD SECTOR kya hota ha or isy kesy remove kia ja sakta hai.