maray pass nokia 6600 ha.on nahi hoo raha jub bi on karta hoon light on hoo jati ha par us ka agay nhi jata.
maray pass nokia 6600 ha.on nahi hoo raha jub bi on karta hoon light on hoo jati ha par us ka agay nhi jata.
i think is ka software urrh gaya hai
jab ap on karte ho ik white screen aa jati ho gi......aisa mere sath bih howa tha.
kisi mobile centre wale ko chk karwain aur naya software karwa lein
بھیا اس کا سافٹ پرابلم ہے اسے ٹھیک کراؤ
yes app ka software kharab hogaya hai use flash karvain
pata nahi
Software problem
Bookmarks