Hi Brothers...

Ap log bohot acha kar rahy hoo..
boht achi web site hai...
mujay aik chota sa masla hai..

kiya ap ya bata saktay hoo k ORKUT par kisi album ki sari pics aik sath computer ma kis tarah save kar saktay hai..

matlab mairay dost ki 1,500 pics hai us ki profile ma..
ma sati pics apnay computer ma save karna chata hoo.. jo k ma aik aik kar k nahi sakta sakta.. bohot time lag jaye ga..
is ka koi easy tariya hai to plz btain..

ap ka bohot shukiya..