bahi main yah puchna chahta hoan ka main na aksar net pa radio dakhi hain and aksar asa hain jo ka web se he hota ha.to main chahta hoan main be ik asa radio banuan jo ka web main ho to muja is ka laya kon kon sa software ki zururat para geee.and agar main chahyn to is ka link apna blog pa laga sakun ya kisi ka be blog pa laga sakun .plz and zurur dana.