umid ha ka aap sab khriyat sa hon ga main na aap sa yah pochna tha ka yah par mian ms word ki file ko kasa share kar sakta hoo eik dafa share ki thi par woh imge show nahi howi thi
Bhai koyi to bata da
Sir jee word ki file attach tu ho rahi hai phir kya masla hai advance post per click kar ke app attach karwasakte hain dekho attach ki hai main ne ms word ki file...
Thanks & Regards,
Rizwan Admani
RHCE,OCP,DBA,CCNA,CHM
bhai jan mian ms word mian thread lik kar yah post karna chahta hoo ms word ki file ka thread banna chahta hoo woh kasa karo ??????
Mjhy aap ka Sawal sahi smajh nahi aya is liye shayad aap ko jwab pasand na AYe,
,
,
Option 1 :
Aap apni File Ka Screen Shot le kr Yahan wo Pic attach kr dein
Option 2 :
Wahan se Select All Kr K Copy karien aur yahan Post reply ya New thread mai Paste kr dein
Option 3 :
Agar in dono aption se aap ka masla hal nahi hota tu aap tu file yahan use krna chahty hain us k screen shot de dien
Aur thora bata den k aap kya cha rahy hain
Yaar pehli isay jpeg file me convert kar lo. Is k baad isay upload kar lo. phir tum isay screen per yar apnay thread ma laga saktay ho!!
Main apni pics ko upload karne k lye www.picoodle.com istimal karta hon!!!
Electrical Engineering
(Powered By UET)
han software install karna parhta hai.
ya phir aap isko pdf bana lo phir isko picture mein convert karlo.
aur agar pdf bhi nahi bana saktay to site ka link de raha hon is site se online pdf bana lo.
http://www.expresspdf.com
Bookmarks