kia ma apne pc ma nadra kiosik ki tarah urdu instal kar sakta hun
kia ma apne pc ma nadra kiosik ki tarah urdu instal kar sakta hun
yes aap ker sakty hain Likin aap ke pass Fonts Install hony cahieyn
go to Control Panel Regional setting wahan aap united state ke jaga Urdu ker dein
menu urdu ma open honge
Nahi us ke liye aap ko apni windows urdu ke convert kerni ho ge
Ma mukamal tor per samaj nai pa raha agar thori aasani kar dei to meharbani ho gi
Bookmarks