Short Cut for safely remove usb

Short Cut for safely remove usb
Asslamu A'laikum
kaise hain sub ? Allah apni hifazat mai rakhe hum sub ko (Aameen)

main jo ap k sath tip share karne jaa raha hu ye bohat choti c lekin achi hai..

aksar hum jab usb remove karte hain pc se to pehle us pe right clickkar k safely remove mai jaate hain phir stop kar k usb nikaalte hain...

lekin iska agar shortcut he desktop pe ban jaye ya keyboard se he kaam ho jaye to kaisa hai ?
obviously acha he hoga
khair us k lye karna ye hai k desktop pe right click karen neechay new likha hoga waha aayen or shortcut pe click kar dein...

ab us shortcut mai ye neechay wala code paste kar dein

RunDll32.exe shell32.dll,Control_RunDLL hotplug.dll

ab next pe click kar dein or wo nam pooche ga koi b naam rakhe dein... main ne Eject Device rakha hai
bus apka shrotcut ap k desktop pe.. ap k matlab pc k deskto per
haan agar ap keyboard se he is shortcut ko kholna chahte hain to isshortcut pe right click kar k properties mai chale jayen waha neechayshortcut key likha hoga, us mai kuch b press kar lein 1, 2 F1 ya kuch bto sath Alt+Ctrl khud he likha aa jaye ga ap ne ok kar dein hai busapki shortcut key b