kaya koi Allah ka banda bata sakta hai k Telenor aur Warid ki sim kis Software se Scan ki jati hai. Maine market se jo 6 in 1 pack liya hai us mein jo Software hai woh SIM Scanner v10.0 hai woh Telenor aur Warid ko Sacn nahi karta JAZZ aur Ufone ki hoti hain. 2 hour ki scanning ke baad woh error de deta hai. kaya is keliye zyada time ki zaroorat hai?
Woh konsa Software hai jis se Telenor aur Warid ki SIM ki scanning ya cracking karte hain.

Please aap mujhe Software ka naam aur Version bata den main intezar kar raha hon. F@r0oQ