AoA,

Bhaio main aik problem face kar raha hoon agar kisi ko iske bare main pata hai to plz reply karain,,,

problem ye hai k jab bhi main Net connect karta hoon,,, thori der baad aik msg aa jata hain jis main ye likha hota hai

"Generic Host Win32 Service Problem" aur sath SEND and Don't Send wala option aata hai. Jab main Don't Send par click karta hoon,,, to mera pc net se bytes SEND aur Recieve karna chor jata hai. Kia kisi k pas iska soloution hai.
Plz Reply if anyone is expert
Remember this problem is not with only one pc