aslaam-o-alaikum
dear sir or friends
mujhay network card ki setting aur isp connection ki setting kay baaray main bata dain ta kay main apna masala hal kar sakoon kyun kay main nay kai dafa networking share karwai hai laikin woh sahi kaam nahin karti koi na koi error day daiti hai network card aur isp connection ki sharing kay baray main thread bhaijain ta kay mairi tarah kisis aur ka bhi masala hal ho jaye.
shukriya
ilyas322***********