dosto main aj kal aik maslay main uljha howa hoon aur ap ki help ki zarorat hay to masla yeh hay kay main ney rapid share say kuch books download karni hain jab kay rapid share ki aik limit hoti hay free user kay liye us say ziyada wo download nein kar sakta.to main ap say is ka hal pochna chata hoon kay kiya koi aisa tareeka hay jis say main aik hi din main sari books download kar sakoon.