AS SALAM O ALAIKUM!

brother waisay meray introduction tu hai is site main ye kafi acchi site hai aur logon kay kafi masalay bhi haal kya jatay hain yahan meray bhai ka aik masala hai kisi ko is baray main ilam ho tu plzzz reply karay masala ye hai mera aik cousin tha jo kay jab paida(born) hoa tha us waqt say hakla hakla arh arh kar bolta tha mera bhai jab 8/9 saal ka tha us nay meray cousin ki nakal karna(cheat) karna shoro kar dya us ko tang karnay kay liye aur us waqt say lay kar aj tak woh bhi waisay hee bolnay lag gaya hai age us ki 17 years hai plzz agar kisi ko is kay baray main kuch pata hai tu bataye :confused


ALLAH HAFIZ