TAMAMM EXPERTS KO SALAM

1- AIK SERVER HAI AUR US K SATH AIK BAY NET KA SWITCH BE LAGA HOUA HAI JIS MAIN 10 HUB HAIN
2- US K AGAY 4 PC HAIN JIN MAIN LINE CARD ALREADY HAIN.

AB MAIN AP KO BATATA HOUN K MAIN NAY NETWORKING KAISAY KE HOUE HAI.

1- MAIN NAY APNAY SERVER MAIN SAB SAY PALY MY NETWRKING PLCES MAIN JA KAR US KE PROPERTIES MIAN TCPICP PAY YA WALA CODE DIAY HAI
192.168.0.1
255.255.255.0
AB CLINET KE BAREE ATE HAI. US MAIN NAY JO CODE DIYA HAO
MY NET WORKING PLACES MAIN JA KAR SAME oSE TARAH TCPICP MAIN
192.168.0.2
AUR
SECOND CLIENT MAIN
192.168.0.3
AUR THIRD
192.168.0.4
AUR ECE TARAHA 4 PC KE COMPLETE KE HAI
AUR NET K LIYA MAIN V FONE KA SET USE KAR RAHA HOUN KIUN K HAMARAY CITY MIAN DSL KE SERVICE NAHE HAI AUR NET SHARING K LIYA MAIN NAY ANALOGE PRXY INSTAL KE HOE HAI TAK NET AUTOMATIC SHARING HO SAKAY .
YAD RAHAY K MAIN CLIENT PAY ENTERNET EXPLORA USE KAR RAHA HOUN AUR ENTERNET ECPLORAR KE PRPERTIES MIAN JA CONNECTION MAIN JA KAR LAN SETTING MAIN JA KAR SERVER KA IP CODE DAITA HOUN PHR CLIENT PAY NET CHALTA HAI
YAD RAHAY IS SAY SPEED BE SOLW HAI AUR SITES B BOHA DIAR SAY OPEN HOTE HAIN AUR KABEE KABEE TO YAHOO BE OPEN NAHE HOTA

PLZ EXPERTS MUJAY KOE AYAS METHOD BATAIN JIS SAY MAREE PROBLE NET WALEE HAL HO SAKAY KIA MAIN NET WORKING THEEK KAR RAHA HOUN YA AGAR KOE AUR ACHA METHOD HAI TO MUJAY WO BATA DAIN
AP KE BOHAT MAHRBANE HO GE LAKIN PLZ JO BE BATAY ZARA TAFSEEL SAY BATA DAY.
THANX
RASHID