Assalam-o-Alaikum,, Umeed karta hun tamam exparts achay hun gay... Brother,,, maine new webcam purchase kia hai... A4tech PK-835MJ Webcam.... Masla yeh hai k wease tou CAM sahi chal raha hai... Lakin jab Yahoo par open karta hun tou Black Screen show hoti hai.... bohat try kar chukka hun par yeh masla jaan hi nahi choorta... Yahoo bhi reinstall kiya hai... aur main yahoo ka lateast version use kar raha hnnn... agar kissi dost k pass es ka solution hoto share karain... Shukria!