Salam Dostoon,

Mujhay urdu to english dictionary software chaiyaee, net par to mainay kafi check kiyae hain but koi dictionary aisi nahi jis main urdu k kafi saray words hoon, plz mujhay koi urdu dictionary software ka bata daay.

Meharabani hogi.

Ap sab ka dost Nabeel.