Kis Qadar Anokha Hy
Zaabta Mohabbat Ka

Kab Na Jaany Ho Jaye
Mo’ajza Mohabbat Ka

Apni Zaat Se Bhi Wo
Ajnabi Sa Lgta Hy

Jis K Saath Ho Jaye
Haadsa Mohabbat Ka