aoa
sab it tean k members ko dogars ka salam....
allah ap sab ki khr kre masha allah kafi mehnat se kam krte hain ap or share krte hain...

mai ye janena chahta hun k koi aisi site hai jo hamain free mai domain mahaya kre agr hai to share krain plz...