A SALAAM TO ALL

Mian mazrat chata hoon keh main apni baat theak tarikay say samjha naheen saka hoon

Problem yeh hay keh mere PC main Win 2000 install thee aur main nay win Xp 2007 install ki hay jub main nay win xp 2007 bootable ki cd install ki to voh dos mode main naheen chali ( jasay c: dirve format kartay hain main C dirve format naheen kar saka
Main nay jab Win Xp 2007 ki Cd install ki to mere hard disk main itnta space naheen tha kay who kisi aur Drive main install ho sakti
Es kay liya main nay C dirve ki kuch files delete ki peher who install ho gai magar us kay sound driver corrupt ho gay hain aur mera PC bar bar restart hotta hay Electric ka koi problem bhi naheen hay
Kay mujhay saheh tariq bata saktay keh main kasay doobara install karoon ya naheen doosra driver install ka tariqa kaya hay aur yeh kasay pata chala ga keh koon sa sound ka driver hay plz jaldi jawab dain
Main advanced main thanks karta hoon

Kamran