Mere system ka ek masla hai wo yeh ke jab main extention board ka button press karta hoon to pc on ho jata hai power ka button dabai baghair.......mujhe tv on karna hota hai to sath pc bhi on ho jata hai.