Kyun aaisa hota hai
kay jis ko chaho toot kay
woh aapna nahin hota hai
jis ki khushi ki duain kin hoon
woh he dil ka katil hota hai
mana khatain bauhat huin hum say
mana kay hum na thay us kay kabil
par kya yeh bhi haq na tha
kay woh hum ko aik bar he sahi
murh kay dekh to leta
barish ki un raatoon main
un bheegi barsatoon main
jab humain intazar tha us ka
jab humain raat bhar
sonay nahin deta tha woh
hastay huay bhi hasnay nahin deta tha woh
khushi main bhi rula deta tha woh
sab wohi hai par
kyun woh aapna nahin hota
kabhi to aai woh
hum say bhi poochay
hum kis haal main hain
par shayad aaisa na ho
kash main kabhi aapna chain na khoti
kash woh aaj bhi aapna hota