##################################
Jane Kyun Zindagi Udas Hoti Hai ..
Jane Kyun Isme Kuch Pyaas Hoti Hai ..
sab Kuch Bhool Kar Bhi ..
Jane kyun isme ik aas hoti hai..

jab talak zindagi ne muskuraya tha ..
kuch aise zakhm wo de gaya magar ..
jab kabhi hum udas hue the ..
wo muskuraker jane kyun laut aaya ..

Chor kar jin mukam ko hum aaj aaye hai ..
wo kabhi humari manzil bani thi ..
jane wo kiski yaad aati hai ..
jane kyun zindagi udas hoti hai..
###################################