Asslam-o-Alikum

me ne poochna hai ke me agar apni Hard disk ki drives ko Fat se NTFS me convernt ker doon to is ka kya faida aur kiya nuksan ho ga me ne suna hai ke agar drives NTFS ki hon to hard drive ki speed tez ho jaati hai aap muje batain ke Fat ka kya faida aur nuqsan hai aur NTFS ka kya faida aur nuqsan hai me konsa file system rakhoon aur kia convert kerne me data to zaya nahee hota..........Thnaks