Assalam o alaikum
dear members meri problem ye hai k merey oc ki window safe mode main koi bhi start kar k admin ka kaam kar sakta hai
kia aisa kuch ho sakta hai k windows safe mode main start na ho ta k main apna pc khud handle kar sakun
Thnks
Waiting for reply