Aslam-o-Elikam

Dear,
mah nay ak system ready kiyah jis ke mah nay partation katham ker kay new partation create kee us kay uss per windowsXp ker kay uss ko network kay say connect kerwa diyah uss kay baad uss per data copy ker diyah us data mah virus thaa jo networking ko katham ker daata thaa aur computer and network kee speed bhi slow ker daata thaa mah uss ko clean ker kay wapis uss system per raakh diyah lakin uss ka baad phir same problem hai virs ka naam

Tabazama.dl
w32.mabazat

hai. please koi iss ka solution baata sakta hai.


thanx