Assalamo Ailicum! it de tamam members se mri request hai kah windows xp main jo password laga hai us ko kis tarha tora ja sakta hai ya kis tariqay sa windows main jaya ja sakta hai ye yad rakhain kah safe mode main jayin to administrator or jitnay bhi user hain sab ko password laga hoa hai or dosri bat ye kah main win98 main stong password lagana chahta hon aik bhi ne ITDUNYA mian tageeb de lakin wo sahi na thi wo ye thi kah dos main win.com ko rename kar lia jay to password strong ho gay ga lakin jab windows on hoti hai to pahlay wo win.com file ka kah kar dos main chala gata hai please aap meri help karain main ki