Assalamo Ailicum! Agri is bar kisi ne help na ki to main ITDUNYA chor don ga meri ye musalsal tesri koshish hai kah main ne winxp main password lagaya tha or us main sirf aik user tha or sath main administrator ko bhi password laga dia tha takah koi khol nasaka lakin kafi arsa system band raha or main password bhol gia jab miane system ko chalaya to main password bhol chuka tha ab isi waja se mera aik system farag para hoa hai or usmain mera data save hai main chahta ho kah main us ka password tor kar andar dakhal ho jaon or apna data mahfooz kar lon.