Salam sawal ye he ke main ye janna cahta hoin ke itdunya main aksar post ke reply main log rapidshare ka link de dete hain halake aksar user ke pass premium account nahi hota tu is tara agar kuch ziada links kisi thread main deye hoin tu 1 ya 2 se ziada free download nahi hota or kam adhora reh jata he kia asa possible nahi ke koi asa link deya jaye tu easy sub log download ker sake agar kisi ko bura laga ho tu sorryy