mjhhy pen tool k use ka theak tariqa bta dain plz.
jab main is ke madad say cutting karta hn to sath sath picture pay colour sa bnta jata hai aur phr colour wala sara hisa khatam ho jata hai end pay. thanks in advance.