Assalamu alikum



muje ye puchna tha k jab me ( ctrl+alt+ down arow)

in tenoo ko aik sath press krta thun to mera desktop

ulta ho jata hai, lekin ye hi step mene apne frnd k system

kya to aisa kuch nahi hua,

is ki kya reason hai?

Kya koi bata sakta hai, mai aap k ans k wait krnga