Results 1 to 12 of 35

Thread: Kamar ka Dard

Threaded View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Join Date
    03 Oct 2007
    Location
    ***************
    Gender
    Female
    Posts
    3,150
    Threads
    76
    Thanked: 1

    Lightbulb Kamar ka Dard

    Assalam-o-Alaikum..
    Umeed hai k aap log khairiyat se hongay....main ITdunya intizamia se bohat maazrat karta hoon k main yeh thread roman urdu main likh raha hoon..main ne bohat koshish kee urdu pad par likhne kee magar main kamyaab nahee ho saka...aur Inpage abhee main install nahee karna chahta...
    sory again...to aate hain kaam kee baat kee taraf..

    Aksar logon ko kamar ya reerh ke haddi main takleef kee shikayat hoti hai... yeh is wajh se k hum office main poore din ek hee position main bethe hotay hain aur us k baad apni bike,car ya public transport par safar kar k ghar pohanchtay hain....is k nateejay main jab hum raat ko sonay laitte hain to hamaree kamar (ya back keh len) main halka sa dard hota hai.. is maslay ko nazar andaaz bilkul bhee na karen..yeh beemaree aur beemarion aur takleef ko bhee janam de saktee hai...

    Aap pareshan na hon..bulkay yeh exercises(warzish) 10 minute subah main kar liya karen daily...aur kamar k dard se chutkara paayen...Aur Tandrust o tawana zindagee guzarain...yeh bohat simple exercises hain...is k liye aap ko gym jaanay kee bhee zaroorat nahee paray gee...aap k ghar hee is exercise kee ideal place hoga...

    Aap exercises neeche dee hui tasweeron k muttabiq karen.....
    Attached Images Attached Images   

Similar Threads

  1. kamar ka dard
    By waqasahmad1 in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 11
    Last Post: 10th October 2022, 06:10 PM
  2. Kamar dard ka illaaaaj Waoooooooooo
    By shahzad_90 in forum General Knowledge
    Replies: 3
    Last Post: 1st May 2016, 05:58 PM
  3. new kamar
    By musrat in forum Introduction
    Replies: 20
    Last Post: 4th February 2010, 01:44 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •