Hi..
Mujhe youtube say videos download karnay ka tareeqa nahin aata
to koi mehrbaani kar k mujhe bta day..
Note:Meri age 12 years hai to koi aisa tareeqa btana k mujhe theek
say samjh aa jaye... shukrya!