Friends main ye pouchna chahta hon k inpage main hum inpage ke document k andar frame kis tarha laga sukty hain .kiya ye humain text likhny k baad lagana ho ga ya pehly.thora detail sy guide kr dain............