koi mujhe ye bata sakta hai k ye picture kese bani hai flash main q k me chahta hon is picture main star chamak rahe hain to ye star kese banate hai
aur aik picture aur hai jis main pani beh raha hai aadhi picture main to mujhe dono ka jawab dain main ne dono picture attach ki hai





















Aur ye jo picture bani hai kese animation karen ge main micromedia flash mx us karta hon to please jaldi answer dain




















.